🌕 Buddha Purnima 2025: Tithi, History, Teachings & Celebrations
Buddha Purnima, jo ki Gautam Buddha ke janm, bodhi prapti aur parinirvana ki tithi hai, is saal 12 May 2025 (Monday)
📅 Tithi & Muhurat:
- Purnima Tithi Begins: 11 May, 07:42 PM
- Purnima Tithi Ends: 12 May, 07:45 PM
📜 Gautam Buddha ka Jeevan:
Gautam Buddha ka janm Lumbini (Nepal) mein hua. Unhone bhiksha, dhyan aur bodhi se 'Middle Path' dikhaya aur ahimsa, daya aur satya ka prachaar kiya.
🪔 Celebration Rituals:
- Buddhist viharas mein prayer & chanting
- Daan aur seva
- Shantipath aur Bodhi tree ki pooja
💬 Gautam Buddha ke Vichar:
"What you think, you become."
"Peace comes from within. Do not seek it without."
🙏 Is purnima par Buddha ke marg par chalne ka sankalp lein. Budham Sharanam Gachhami 🙏
0 Comments